Friday, 13 July 2012




Teri yaad nay
Teri yaad nay meray dil ko saja rakha hai
teray pyar main sab ko bhula rakha hai
kuch acha nahin legta teri judai kay baad
ek teri yaad ko sinay say laga rakha hai
tera milna to abb aik khawab hi lagta hai
najanay abb kyoon dil ko bhula rakha hai
sab kuch lut gaya hamara teray pyar main
teri yaad ko palkoon main chupa rakha hai
muqadar say miltay hain bichar kay warna
ajj bhi tera naam dil main saja rakha hai
najanay koi nahin basta teray siva ankh main
aik teri tasveer ko dil main chupa rakha hai ”
*«´¨`·.¸¸.*¤*Mustafa *¤*.¸¸.·´¨`»*

Thursday, 12 July 2012





bachapan mein likhi kahaani meri kaise badalati javaani meri
saara samandar mere paas hai ek boond paani meri pyaas hai.





main bhi sharaafat se jeeta magar mujhako shareefon se lagata tha dar
sabako pata tha main kamazor hoon main isalie aaj kuch aur hoo.

####BILLA####




naayak nahi khalanaayak hoon main zulmi bada duhkhadaayak hoon main
hai pyaar kya mujhako kya khabar bas yaar nafarat ke laayak hoon main
naayak nahi khalnaayak hoon ...